Main Aur Mera Gaon – Update 34 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 34

Agle subah jabh utha toh mera sar dard ho raha tha.Shayed kaal jyada rone ke liye huya hai.Main uthkar fresh huya aur bahar chala gaya ghar ke saman kharidne ke liye.Saman kharidne ke baad ghar aya.Ghar akar nashta kia jo ki bahar se laya tha.Khud ke loye chay banaya aur peene laga.Chay peete peete uncle ki baat yaad karne laga.Uncle keh raha tha ki samay ane par sabh kuch pata chal jayega.Kya mujhe rukna chahiye.Kya Dadi se puchna chahiye.Nahi Dadi kabhi bhi mujhe nahi batayega.Agar Dadi yeh baat nahi kehna chahta shayed iske liye koi bajah hogi.Oh god kya karun.Ek taraf bua ki baat ek taraf uncle ki mera sar fatt raha hai.Kya main sach janne ke liye jald baji kar raha hoon.Jabh bhi Dadi see puchta hoon Dadi baat ghuma deti.Shayed Dadi mujhe abhi kuch nahi kehna chahte.Mujhe bhi aab lagne laga hai ki shayed samay thik nahi hai.Mujhe rukna chahiye.Toh maine paisla kia ki abhi main kisiko kuch nahi puchta.Samay ane par puchung aurr tabh sabhko mera sawal ka jawab dena padega.

Tabhi mere dimag par aya Pari ka baat.Oh shit main toh bhul hi gaya.Pari ko toh manana tha.Aab kaise manaun.Mere dimag mein ek idea aya.Main jaldi se tyaar hokar uss caffe par gaya.Waha par jakar apna idea unko bataya kya karna hai.Sabh kuch samjhane ke baad maine pura din wohi par plan ke mutabik kaam kia.Aab maharani ko kaise bulaun.Tabh maine Pari ko call kia.Pehle Pari call nahi uthaya.Shayed ghussa hogi.Phirse call kia iss bar call receive kia.

Main- Hello.

Pari-Tumne phone kyu kia.

Main- Bas ek baat karna tha.

Pari- Bolo kya baat hai.

Main- Kya aaj aap caffe mein mil sakte hai.

Pari- Kyu.

Main- Mujhe meri gf se milvana hai aapko.

Udhar se koi awaaz nahi ayi.Woh shayed ro rahi hogi.Phir reply aya.

Pari- Main milke kya karungi.

Main- Kyu ki mere mann hai aapko usse milvane ki.

Pari- Mujhe nahi milna.

Main- Dekhiye uss din aapne mujhe bulaya hai toh maine aya.Aaj aapko bhi ana padega.

Kuch der koi reply nahi aya.Phir reply aya.

Pari- Thik hai.Sham ko ayonga.

Main- Ok.See you then bye.

Phir maine call cut kar dia.Phir sham hone ke intezar karne laga.Main ghar a gaya tyaar hone ke liye.Ek t-shirt pehna black colour ka auur ek jeans pehna.Thik se bal banaya.Jabh ghar se nikal hi raha tha ki samne ghar par Suman khada toh.Aab kya karoon yeh agar dekh liya toh aaj nahi chodega.Main andar a gaya ghar ki.Intezar karne laga kabh yeh ghar ke andar jaye.Phir maine dekha woh aapne husband ke sath kahin ja rahi hai.Chalo shukar hai chala gaya.Main ghar se nikal kar ek taxi liya aur nikal pada caffe ki taraf.caffe akar phirse sari arrangement check kia.Sabh thik thak hai.Maine manager ko paise dia.Phir wait karne laga Pari ke ane ka.30 min baad Pari a gaya aapni car lekar.Main jakar chup gaya.Woh jabh caffe ki andar ayi toh lights off ho gaya aur ek roahni sirf uske upar tha.Woh bas chonk gaya.Phir upar se gulab ki phol barasne laga.Uske chehre par gulab ki pankhuriya padte hi woh muskura uthi.Phir maine jo zindaghi mein nahi kia woh maine kar dia pyaar ke liye.Ji haan ghana ghana shuru kia.Maine ek mike lekar ghana ghana shuru kia.

Jism se ruh tak hai tumhari nisha..ban gayi tum meri zindaghi.-2
Jabse tum ho mile jani dil hai khile tumse wah basta hai har khushi.
Tum ho mera pyaar,Tumse hai karaar,Tumko hi basaya maine yadoon mein,Tumse hai nasha,Tumse hai khumar,Tumko hi basaya maine khawabon mein.-2
…………
…………
…………
Jabh mile nahi the tum tabh nahi mile khushiyan aur gham…Tum mile toh badle zindaghi ke yeh mausam…Ohoo sunn rahe jo yeh dua mera rabb hai tujh mein…Har jagah tha kuch kaam mila mujhe sab tujhme.
Raat din dekhna tujhko adat meri….yu tujhe chahana hai ibadat meri.
Tumho meri pyaar tumho mera karaar tumko hi basaya maine uadoon mein tumse hai nasha tumse hai khumar tumko hi sajaya maine khwabon mein-2
…….
…….
…….

Yeh ghana gate gate maine uske ird gird ghum raha tha.Itna ghake main apni ghutno mein beth gaya aur usko kaha.

Main- PARI I LOVE YOU.Tum hi woh ladki ho jisko maine pehle nazar mein aapna dil de chuka hoon.Main tumahra kabil hoon ki nahi yeh main nahi janta par tum har side se mere liye kabil ho.Kya tum mujhe pyaar karna chahoge.

Pari ki ankhon se asu beh raha tha.Woh mujhe uthaya aur mere seene se lagh gayi aur rone laga.Main usko aapni bahon mein tham liya.Tabhi waha par taliyon ki ghunj ghunjne laga.Sabh taliyan baja raha tha.Koi siti maar raha tha.Phir Pari ko yaad aya ki hum akele nahi hai.Woh mujhse alag huya aur bahar ke taraf jane laga aurur mujhe le gaya.Bahar akar woh mujhe uski car mein bethne ke liye kaha aur woh car drive karne lagi.Woh kaha le ja rahi thi mujhe nahi malum.Main bas usko hi dekh raha tha.Aab uske hothon par muskaan dekh raha tha.Kafi waqt baad usne ek park ke samne car ruka.Hum car se nikal kar park mein ghuss gaya.Ek bench pe jakar hum berh gaye.Tabhi woh mujhe kaske gale lagakar rote huye kaha.

Pari- Tum bahot gande ho.Kitna rulaya tumne mujhe.Kaal raat bhar main rota raha.Aaj jabh tumne kahan tumhari gf se milvaoge toh mujhe aisa laga jaise koi mere seene se dil nikal kar le ja raha hai.I LOVE YOU VEER.Mujhe chodkar kabhi nahi jaoge na.

Main- Kabhi nahi.

Phir maine usko aapne aapse alagh kia aur uske asu pohoncha.

Main- Aab rona band karo.Pehle tumhe kuch janna padega mere bareme ki main yaha kyu aya.Main tumko sab kuch bata dena chahta hoon.

Pari- Mujhe kuch janna nahi hai.Tum jaise ho baise hi thik ho.

Main- Par main chahta hoon tum mere parivaar ke bareme sab kuch pata chale.

Pari- Thik hai agar tum batana chahte ho toh main jorur sununga.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply