Main Aur Mera Gaon – Update 30 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 30

Main uncle ko sahara dekar Dinning Table par le gaya.Uncle Dinning Table ke head par beth gaya.Unke sath aunty beth gaye.Main uncle ki dusri side mein beth gaya.Pari jakar aunty ke sath beth gaya.Naukar khana table par laga dia.Kitno dino ke baad dusre ke hathon ka khana khaonga.Aunty sabh ko khana serve kia.Pari bhi help kia.

Shakuntala- Beta tum non-veg khate ho na.

Main- Haan aunty.Par machli (Fish) nahi kha sakta.

Shakuntala- Kyu?

Main- Woh kya hai ki machli ka kaata mujhe tang karta hai.

Shakuntala- Woh acha.Tumne zindaghi mein kabhi nahi khaya.

Main- Nahi nahi khaya hai.Par jab Dadi kaata nikal kar deta hai tabh khata hoon.

Shakuntala- Thik hai phir main tumhe nikal kar detaa hoon.

Main- Nahi nahi aunty uski jarurat nahi hai.Main sabji kha lunga.Bahot dino ke baad dusre ke hathon ka khana khaonga.

Yeh maine kya keh dia.Aab kya kahonga.

Rishabh- Aisa kyu.Tum khud apna khana banate ho.

Main- Ji woh yaha par koi pakane wala nahi hai na isliye.

Rishabh- Thik hai phir toh tum aaj dabakar khao.

Main- Muskurakar….Nahi nahi uncle phir main agar mota koddu ho gaya toh acha nahi lagega.

Mere baat sunkar sab hasne laga.Main bhi hasne laga.

Shakuntala- Chalo chalo bahot hasi majak ho gaya aab sabh khana khao.

Phir main khana khane laga.Dusre ke hathon ka khana khakar maja a gaya.

Main- Ummm aunty khana toh bahot acha bana hai.Aapne banaya.

Shakuntala- Haan.Tumhe pasand aya.

Main- Ji bahot.

Phir idhar udhar ki baate karte karte khana khatam kia.Phir uncle aur main akar hall mein beth gaya.

Rishabh- Toh batao koi Gf hai ki nahi.

Main- Kuch sharmakar….Nahi uncle.

Rishabh- Are sharmao nahi.Mujhe bata sakte ho.

Main- Nahi uncle aisi koi baat nahi.

Tabhi waha par aunty a gayi aur unke sath Pari bhi a gayi.

Shakuntala- Kya baate ho raha hai.

Rishabh- Are aise hi maine pucha ki koi gf hai ki nahi.

Shakuntala- Aap bhi kya baate karte ho.Beta tum batao tum toh yaha par ghumne aye ho acha laga yaha pe.

Main- Ji acha hai aap logon ka shahar.

Phir idhar udhar ki baate karte karte samay ka pata bhi nahi chala.Jabh maine ghadi dekha toh 10 baj raha tha.

Main- Acha aunty aab main chalta hoon.Bahot der ho gaya.

Rishabh- Thik hai.Tumse milkar bahot acha laga.

Shakuntala- Haan beta.Kabhi bhi koi jarurat pade toh hame jorur yaad karna.

Main- Jorur aunty.Namaste.

Main uthkar khada ho gaya aur ghar ke darwaza par a gaya.Mere sath aunty aur Pari aya mujhe chodne ke liye.Maine ek nazar Pari ki or dekha.Uske hothon par muskurahat thi.Aab yeh muskura kyu raha hai mujhe nahi malum.Main sabhko bye bolkar bahar chala aya.Maine ek taxi lekar colony aya.Aapna kapde badla phir bua ki ghar par a gaya.Jabh main aya toh tabh 12 baj raha tha.Maine ghar ke andar akar dekha toh bua hall mein bethi huyi thi.

Divya Bua- Kya hua itna der kyu ho gaya.

Main- Woh madam unko sab kuch samjhane aur bahot dino ke baad mila hai na isliye der ho gaya.

Divya Bua- Chalo jake sou jao.

Phir main apne kamre mein gaya aur fresh hokar sou gaya.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply