Update 35
Wo Purnima ki rat thi charo taraf chand ka Prakash faila hua tha , uski jhini roshani me purn nang sharir dikhai de rahe the bas man aur Ridhi the jinke sharir me kapde the , samne sanaponga samuh ki sabse bujurg mahila baithi thi jise sab aadar se mata chudail kahte the ,
Mata chudail ki umra kuchh 120 sal batai ja rahi thi unke premi shikari ki mrityu kuchh dino pahle hi hui thi isliye wo is samuh ki mata thi , mata ka matlab tha ki ab unka sambhog kal khatm ho chuka tha ab wo kisi se sambhog nahi karegi ..
Mata chudail bhi bas kuchh dino ki maheman thi uske bad fir se ye pad khali ho jane wala tha kyoki sangaponga samuh ki pratha ke anusar premi ya premika ki mrityu ke kuchh dino ke bad hi unke sathi ki bhi mrityu ho jati thi , aise bhi shikari aur chudail asani se nahi marte ……
Ham dono ko sabse samne baithaya gaya samne mata chudail bahi hui thi , sab taraf bas ek hi charcha thi ki aaj ki rat mahapurush badhrenga samuh ke logo ko prem ka path padhane wale hai , sabhi unhe atulit kousal se achambhit thi ki kaise thode hi der me unhone sabhi ke man ko shant kar diya..
Ye khabar untak ek guptchar laya tha jo ki khas badharenga samuh ke logo ki gatiwidhiyo par nigrani ke liye niyukt kiya gaya tha .
In sabko najarandaaj karte hue mata chudail hame hi dekh rahi thi …….
“kitani pyari jodi hai tum dono ki aaj ki rat , Madhya ratri ko subh muhurt hai tum dono ke milan ka “
Milan ka matlab to ham dono hi samjhte the aur isi ke karan milan shabd shunte hi hamare chahre tamatar ki tarah lal ho gaye ….
“ohh to tum sharma rahe ho … prem me sharam to aam insano ki nishani hai , tum dono unse bahut hi alag ho , tumhe to khulkar prem karna hai , ye jamin ye asaman ye nadi ka bahata hua pani bhi tumhare pahle milan ko yaad rakhega aisa prem tumhe karna hai ..”
Mata chudail ke chahre par ek muskan aa gayi
“lekin kya is sharir ka milan hi prem hai ??”
Mere muh se anayas hi nikal gaya jisse mata chudail ki muskan aur bhi gahari ho gayi
“nahi lekin sharir ka milan prem ki abhiwakti to hai na , prem ke to vibhinna roop hai ham kisi sajiv ya nirjiv chijo se bhi prem karte hai , lekin abhiwakti me to bhed hota hi hai , tum apni premika se prem karne wale ho ya kahu ki prem ki abhiwakti karne wale ho wo abhiwakti bhi itani gahan honi chahiye ki sharir ke milan se hi ruh ka milan bhi ho jaye , tum dono ki aatma bhi ek ho jaye wo milan hi prem ki sahi abhiwakti hogi …”
Mata chudail ke bolne ke bad maine ek najar Ridhima par dali jo ki sar jhukaye hue baithi thi bas mand mand muskura rahi thi
“aaj mahapurush badrenga walo ko prem ka path padhayenge , wo prem jiske bare me ham unhe kabhi samjha nahi sake , wo prem jo hawas ki us aag se kahi uncha hai jisme ek shikari aur ek chudail jalte hai , wo prem jo hota hai to hota hai ya hota hi nahi , us prem ka path mahapurush badhrenga walo ko kaise shikhayenge ye to main nahi janti lekin vidhi ke is vidhan me mujhe pura bharosha hai aur ham bhi unka sath denge ham sabhi apne premi ke prem me aaj utarenge taki aaj ka mahol hi prem me doob jaye , sarvatra bas prem ki hi Varsha ho aur us prem ki urja me doobkar badharenga ke shikari aur chudail bhai bahano ke man me bhi prem prafullit ho jaye ..”
Mata chudail ki bat sunkar sabhi umang se bhar uthe aur ek hi sath chillane lage
‘shikari baba ki jai jai jai …………’
Idhar
Dr. randi gusse me Dr. chutiya ke paas aa gayi ,
“tum khud ko samjhte kya ho main tumhare sath …….. chhi tumne soch bhi kaise liya “
“lekin ye pahli bar to nahi hai na , hamare jism to pahle bhi mil chuke hai “ Dr. chutiya ke chahre par ab bhi shararti muskan thi
Lekin unke bat ko sunkar Dr. randi thodi jhep gayi
“ha lekin wo bat alag thi chutiya tab ham pyar me the “
Dr. randi ki awaj thodi komal si ho gai thi
“to ab nahi hai kya ..???” Dr. chutiya ab bhi unki ankho ki gaharaiyo me jhakane ki koshis kar rahe the
“yu mere ankho me mat dekho , tum mujhe nahi padh paoge “
“bas isliye kyo ki tumne khud ko band kar liya hai ……. Aaj bhi meri galati se naraj ho ??”
Ek bar Dr. randi ne najare uthakar Dr. chutiya ko dekha wo ab bhi unki ankho me hi dekh rahe the aur Dr. randi ne jhat se najare niche kar li , us khunkhar aur jalaim kahi jane wali madakta aur yowan se bharpur us masoom se chahre wali mahila ke chahare par sharm ki lali dekhkar Dr. chutiya ke man me ek halchal si uth gayi aur hotho me ek muskan …….
“galti se naraj nahi hua jata chutiya bas saja di jati hai aur maine wo saja tumhe de di … hisab barabar ..”
“to ab … ek nayi shuruwat kare ??”
“nayi shuruwat to naye log karate hai ya wo jo ek duje ko bhool jate hai , ham to kabhi ek dusare se juda hi nahi hue na hi badale … tum aaj bhi apne wasulo par tike ho aur main bhi to kaise ham nayi shuruwat kar sakte hai ??”
Dr. chutiya ne ek gahari sans chhodi
“ham dono hi ab naye hai randi …. Main chutiya hu hamesha se lekin bas tumhare liye , tum randi ho hamesha se lekin bas mere liye ..”
Dr. chutiya ki bat sunkar Dr. randi ke chahare ki muskan aur bhi gahari ho gayi thi unhone najar uthakar Dr. ko dekha aur apna chahra paas late hue apne hatho ko unke balo me fansa liya , Dr. chutiya ka chahra khinchkar unhone apne hotho ke pas la liya tha , dono ki sanse takra rahi thi …………
“aankhe band karke boli ki tum mujhse utna hi pyar karte ho ??”
Dr. randi ne badi hi betabi se kaha tha ..
“ankhe kholkar bhi bol sakta hu aur nind me soya hua bhi bol sakta hu , lekin ye galat hoga main tumse utna pyar nahi karta jitana pahle karta tha “
Dr. randi ne ashchary se Dr. chutiya ko dekha ……
“is judai ne mere pyar ko tumhare liye aur bhi badha diya hai , main tumhare liye hi hu meri randi “
Dr. ka kahna tha aur Dr. randi ne uttejna me unke sar joro se apne paas khinch liya dono ke hoth mil chuke the , dono hi ek dusare me dubkar ek dusare ke hotho ke ras ko pi rahe the ……..
Tabhi
“mahapurush oooh maf karna Dr. sahab …… sab taiyar ho chuke hai lekin ek samasya hai ..”
Samne shikari mahamatra khada tha dono ne khud ko alag kiya aur uski or dekhane lage ..
“kya samasya hai ..??” Dr. uske is tarah achanak aane se thoda chid sag aye the
“sabhi ko unka sathi mil gaya hai lekin ek chudail ne apke noukar ko apna sathi bana liya hai , “
Uski bat sunkar dono hi hans pade the kisi chudail ne parimal ko pasand kar liya tha ..
“koi bat nahi , aaj ka din shubh hai aaj jo hoga achcha hi hoga , Madhya ratri se prem purn sambhog shuru ho jayega ..”
Dr. chutiya ne aadesh diya …..

