update 190
ab aagee
……………….
dadi ab b disri traf mihh feer li maa ki traf dekha b nai ….
“maa ji maaf nai karengi…..”
“hmmm kyu karengi mujhe maaf mai toh bahu hu na beti nai jo mujhe maaf karengi..abhi shanyi hoti toh turant maaf kar detii…
dadi ek najar mma ki traf dekhi aur firr najree feer li….
darwaje par se aab jhak kar ssaas bahu ka adbhut rutna manna dekhne me lagee thee..
aur maa k aisa karne p sabko hasi b aa rahi thii khas kar bua ji ko..
dadi apni bahu ko achi trah janti thi…
“mujhe toh bas bam ka hi bahu bolti ho manna thori na hai… jo meri galti maaf jogi…
aapko jo karna hai apnne potte k sath karo mai kabhi bich me nai aayungi…maa ji paka vada ab toh baat kare maaf kare mujhe …aap jitti mai hari….
maa yu hi unko traf dekhti boli…
“apno me har jitt nai hota bahu nas pyar hota hai yai vo bandhan hai jo sab ko ek sutr me bandhe rakhti hai isse kabhi yu kuch b bolkar tuswa mat karna beta
tujhe pata b nai teri ek ek baat mere dill ko chalni karti gai hai…tu b maa hai beta soch bhagwan na karee priya ka baree me koi aaisa kahta toh tujhe kaisa lagta ..
shanti b meri beti hai sabse ladli thi wo meri…mujhe kaiae acha lagta …aur sanju priya ym sab b toh mere apnne ho chah kar v naraj mai ho paungi…tum sab se
acha ab itho neeche se aur apni nautanki band karoo aur tum sab jo kewar se kaan lagaye khare ho kam nai karn kya chalo daba bannane me mero madad karo aur baki apna kaam khatm karo jo larna hai…..
dadi ne maa ko itha kar unke chalak aaye aasuo ko saaf kiya…
“maa ji galti ho gai….maaf kar dojiye….”
“chup pagli mai b teri jagah hoti toh sayad kuch aaisa hi karti…par abi sirf aur sirf sanjuk baree me socho aur kuch nai….”

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.