Reading Mode

UPDATE _ 90

ab rahim chacha ragni ko lekar sadak par nikal gaye tha our ghar ki tarf jaa rahe the magar abhi ragni thodi bahut dukhi thi q ke baba ji ne ragni ki bahut hi bure samay main madad kiye the warna aaj sayad ragni jinda bhi nahi hoti is liye ragni ko baba ji ki rah rah kar bahut yaad aa rahe the baba ji jo ragni ke aankhon se aansu bhi nikal rahe the

wahi jangal main ab charon taraf siraf dhuwa hi dhuwa ho gaya tha our baba ji ka kutiya bhi jal raha tha

pawan wah bach kar jana nahi chahiye hameh use pakadna hi hoga nahi to bahut badi musibat ho jayegi Shital ne chikh kar apne ek sathi se boli

mem aap chinta mat kijiye ham use pakad lenge aap ragni men ko dekhiye wah mushkil main to nahi hai pawan bol kar ek gundey ki tarar bhaga our uske piche teeno sathi bhi bhage gundey ko pakadne ke liye

shital janghon main idhar udhar bhag rahi thi our ragni ko dhundh rahi thi jo shital ko ragni ki koi pata nahi chal raha tha tabhi shital ko ek kutiya dekhai diya jo bahut hi tezi se jal raha tha shital us kutiya ke pass gayi magar shital ko andar jane ka koi rasta nahi dikh raha tha

heee bhagwan kahi ragni aunty abhi is jhopadi main to nahi hai main kya jawab dungi geeta ko shital ne bol kar apni sar pakad ke wahi par baith gayi

shital rone se kuch bhi nahi hone wala hai sayad ragni aunty yeha par nahi ho our agar ragni aunty yehi hai to tujhe kisi bhi tarah jhopadi main jakar dekhna chahiye warna geeta tujhe kabhi bhi manaf nahi karegi geeta ne ye kaam tujhe diya q ki use tujhpe pura yekin tha shital ke dimag ne socha

shital phir jaldi se uth khadi hui our jhopadi main ander jane ke liye tadpane lagi shital ko ek rasta dikha our shital wah jalti hui jhopadi main jane lagi abhi shital ko bas ragni aunty ka phikar ho raha tha is liye bina kuch soche hi shital ne abhi jhopadi ke ander jane ka faisala kar liya abhi shital jalti hui jhopadi main jati ke kisi ne use paked liya

mem ye aap kya kar rahi hai isme jane ke baad aap bhi jal jayengi sambhaliye khud ko mujhe yekin hai ragni men yeha nahi hongi shital ke ek sathi ne kaha jo shital ko dhundhte huwe aa gaya tha

nahi raju mujhe abhi ander jakar dekhna hi hoga ragni aunty ander hai ki nahi tum mujhe jane do agar ragni aunty ander hui our uneh kuch ho gaya to main apni bahan jaisi dost geeta ko kya jawab dungi shital ne apne sathi alag hote huwe boli

shital mem aap mera yekin kijiye ragni mem is jhopadi main nahi hai wah is jangal se ja chuki hai aap mere sath chaliye hamne use paked liya hai

shital ke sathi ne kaha our shital ko apne sath lekar chal diya shital bhi roti hui chal padi apne sathi ke sath

idhar ghar par karan abhi apne room main udas gus sum baitha tha karan ko kuch kuch yaad aa raha tha ke kal usne apni komal didi ke sath kya kar raha tha

maine thik nahi kiya apni komal didi ke sath komal didi mere bare main kya soch rahi hongi mere sath kya ho jata hai kabhi kabhi pahle bhi maine itani gira huwa harkat maa our badi maa ke sath kar diya hai main bahut bura ladka huin jo apne hi maa bahan par itana gira huwa harkat kar raha hun didi maine jaan bhuj kar nahi kiya tha please aap mujhse gussa mat ho jaiyega karan man main soch raha tha our bahut dukhi bhi tha mujhe komal didi se manfi mang lena chahiye wah mujhe bahut payar karti hai mujhe manaf kar dengi

karan ne man main hi soch our apni komal didi ki room ki taraf chal diya

karan abhi komal ki room ke pass jaa hi raha tha ke karan ko komal apni room se nikalte dikhai di magar karan ko apni taraf aate dekh Komal phir room main chali gayi our apni room lock kar diya

karan jab apni komal didi ke room ke pass pahuncha to apni komal didi ka room ka get band paya to karan apni komal didi ko aawaz dene laga didi please get kholiye mujhe aap se baat karna hai karan ne bahar se hi kaha

magar Komal ne koi jawab nahi diya karan kuch der tak komal ka get par bolta raha magar Komal ne phir bhi koi jawab nahi diya jo karan mayush hokar waha se chala gaya

wahi room main komal bhi ro rahi thi bed par our abhi komal ke hanth main ek photo bhi tha wah photo ek chote ladke ka tha jo Komal us photo ko dekh dekh kar ro rahi thi

Karib raat ke 9 pm tak ragni ghar pahunchi

wahi jab bahar se gadi ki aawaz aai to main bhagati hui bahar bhagi apni ragni maa ke pass our ragni maa ko jakar gale lag gayi maa aap ko kuch huwa to nahi na aap thik to hai na kya huwa hai aap ko main apni ragni maa ki bhingi huyi aankhon ko dekh kar bolne lagi

ragni : geeta main thik huin mujhe kuch nahi huwa hai dekh main bilkul thi huin our ragni geeta ke sath ghar main aa gayi

Maa abhi bhi dukhi thi our chup chap baithi thi mujhse bhi kuch bhi nahi bol rahi thi wahi main maa se bar bar puch rahi thi

maa aap kuch bol q nahi rahi hai kya huwa hai kya aap baba ji se mili kya bole baba ji ne main maa se boli our jab maa ne koi jawab nahi diya to maine maa ko zor se hila ke boli

tab maa ne meri taraf dekhi our maine maa ke aankhon main dekhi jo abhi maa ki aankhon main aansu the phir maa ne mujhe ek bar dekhi our meri gala lag gayi

beti baba ji ab duniya main nahi rahe wah mujhe chode kar chale gaye maa bol bol kar rone lagi

maa aap santh ho jaiye sab thik ho jayega main maa ke aansu poch ka boli

oh no baba ji ke sath achha nahi hua bhagwan ka sukar hai maa bach gayi main man main sochi

jab se shital ne mujhe phone par bataya ki jangal main kya hua our maa bhi jangal se kaha chali gayi tab se main Bechain thi main abhi ghar se niklne hi wali thi ke maa ghar aa gayi tab maine chain ki sansh li apni maa ko dekh kar magar baba ji ke bare main sun ke mujhko bhi dukh huwa q ki main bhi baba ke sath kuch din rah chuki thi

maa kya hua tha waha our baba ji ke jhopadi main aag kisne lgaya kya aap ne kuch dekha waha par maine maa se puchi

magar maa bas roti hi jaa rahi thi our main bar bar puchh rahi thi maa aap ko kuch bhi huwa to nahi hai

meri abhi khun khaol rahi thi main ab kisi ko bhi nahi chodene wali thi our mujhe pata bhi chal hi gaya tha wah kaun log the

geeta didi ragni maa thik hai aap ki wajah se dekhiye ragini maa our bhi ro rahi hai payal ne mujhe maa se alag karte huwe boli our mujhe room se nikalne lagi

main to nahi jana chahati thi magar mujhe payal ki baat sahi lagi to main payal ke sath room se nikal gayi tab tak maa our shanti maa aa gayi our ragbi maa ke sath main baith gayi

didi kabhi kabhi aap ko kya ho jata hai dekh nahi rahi thi ragni maa abhi dari hui thi pata nahi kya huwa hai jangal main unke sath our aap bar bar unse puchhti hi jaa rahi hai payal ne thodi gusse main boli

magar maine abhi payal ko koi jawab nahi diya

main wahi holl main baith gayi our payal kichen main chali gayi

main holl main baithi hi thi ke meri phone bajne laga magar phone to mere pass hi nahi tha maine phone ki ring ki aawaz sunte huwe bhagi tab tak phone kisi ne utha liya tha

Hello geeta ye kuch bata hi nahi raha hai hamne ise bahut hi maar kar dekh liya magar ye apna munh hi nahi khol raha hai shital ne phone uthne par boli

Kise utha liya hai aap kaun bol rahi hai idhar ek ladki ne boli

Tab tak shital ne phone kat diya oh no kaun thi wah kahi meri aawaz to nahi pahchan jayegi Shital ne ek shansh lekar boli
 

Please complete the required fields.