UPDETE _ 83
karan jab ghar aaya our apni kajal didi our naina ki baatein suna to karan ka khun hi khaol gaya karan kuch der ghar main apni bahno ke sath raha karan phir ghar se nikal gaya karan abhi ek parak main baitha tha our karan ko bar bar apni kajal didi ke rone ki aawaz sunai de raha the jo karan our bechain ho raha tha use marne ke liye phir karan ko abhi parak main baithe hue thodi hi der hua ke karan ke bagal main ek ladka bhi baith gaya
sir wah ladka kisi bade aadmi ke rakhe ka ladka hai sir wah kabhi ek jagah nahi rahta hai sir wah jayada tar kisi dusre ke ghar main hi milega baki uske bare main aap ko detail is fail main mil jayega karan ko ek fail ladke ne dete huwe kaha karan se
thik hai tum ab jaa sakte ho our ho sake to uske bare main pata karo mujhe wah chahiye karan ne bade payar se ladke se kaha
karan abhi bhi wahi park main baitha raha our karan bar bar ek ladke ko dekh raha tha wah ladka sayad karan se bhi bada tha our koi bade company main kaam karne wala lag raha tha wah bhi parak main baith kat kuch likh raha tha ek dayari main our bar bar apni aankhon se aansu bhi poch raha tha
karan ko janne ki aas huyi our karan us ladke ke taraf jane laga to phir karan ruk gaya our bench par baith gaya our karan apne phone main abhi chehre ko dekhne laga magar karan apna chehara nahi dekh raha tha karan phone ke zariye us ladke ko dekh raha tha
Jab karan ladke ke taraf jane ke liye utha to usi waqt ladka bhi uth gaya our charon taraf dekh raha tha ke use koi dekh to nahi raha is liye karan dusri taraf baith kar phone main ladke ko dekhne laga ki wah kya karta hai
karan ne dekha ladke ko jab yekin ho gaya ke use kisi ne bhi nahi dekha to wah ladka abhi jis dayari main likh raha tha use wahi ek ped ke bagal main ek bench tha ladke ne usi bench ke ander dayari rakh kar phir charo taraf dekha our chala gaya karan apne phone main sab dekh raha tha jab ladka park ke bahar nikal gaya to karan kuch der ke baad waha gaya our bench ke niche dekha to waha dayari nahi tha karan thoda haran rah gaya q ke abhi karan ne khud ladke ko dayari rakhte huwe dekha tha magar dayari abhi waha nahi tha are ye kya abhi maine dekha usne dayari rakha phir kaha chala gaya karan ne man main kaha
karan kai bar bench ke niche dekha magar use dayari nahi mili phir karan ghar ki taraf nikal gaya
***********************************
wahi geeta ki abhi khun se pura kapda bhinga hua tha our abhi sudhir ek lash ko ek plastic me pack kar raha tha our bahut hi ghabraya huwa tha wahi geeta bindass apne kapde ko nikal kar bathroom main chali gayi
idhar sudhir lass ko plastic me thhush raha tha sala kaha phas gaya aaya tha geeta ko patane ke baad nanga karne our yeha sala ek nange murde ko pack kar raha huin ye geeta to mere soch se bhi kai aage hai maine jo suna tha geeta ke bare main geeta usse bhi badi khatarnak hai isse to dur hi rahna achha hai to mujhe bhi mar degi sali sudhir ne dekha tha geeta ne kitne tadpa tadpa kar is aadmi ko mari thi jisse sudhir pura hi dar gaya tha
sudhir kya kar rahe ho kya puri raat pack hi karte rahoge kya tumse kuch nahi hone wala hai chalo hato our sudhir ko hata kar geeta ne jaldi se lass ko pack kar diya our sudhir ke sath lass ko usi room ke ek alamari main rakh di chalo ye sara khun saf kardo geeta bol kar bhir bathroom main chali gayi
sudhir kisi kutte ki tarah geeta ki baat man raha tha
geeta jab bathroom se nikli to sudhir ke aankho main chamak hi aa gayi q ki geeta abhi sudhir ke samne tawal main thi geeta ki puri jangh hi sudhir ko dikh raha tha jo sudhir munh fade dekh raha tha kya tawal bhi nikal du puri jism hi dekh lena geeta ne haste huwe kaha jo sudhir khush ho gaya jaise abhi geeta sach main tawal gira hi degi
ab ghurna band karo our mere aapke lekar room main jaao main abhi aati huin our suno sare saman pack kar dena ham jitna jaldi ho sake yeha se nikal chalte hai geeta ne sudhir se kahi jo sudhir munh bana kar room se nikal gaya
Hello J.K main bol rahi huin mujhe tu janta hi hoga geeta ne phone par kahi
J.K : ha tujhe kaun nahi janta hai tuhi to ek hai jise sab pana chahte hai magar kuch mahine se tu pata nahi kaha thi our to our aaj tak tumne apni katilana jism to kya apni chehra bhi kisi ko nahi dekhati q aaj kal jayada garam ho rahi hai kya . tu kahe to main teri jism ki sari garmi nikal dunga bas ek bar bol kar to dekh
tu rahne de bhadwe mere jisam ki garmi puri tarah se nikal diya hai kisi ne chal tujhe garmi hi nikalna hai to jakar apni bhai ki biwi ki nikal nahi to koi dusre se niklne lagegi tu samjh raha hai na main kya kahna chahti huin
J.K : sali kya kiya hai mere bhai ke sath main tujhe jaan se mar dunga bata mera bhai kaha hai sali haramjadi
tere bhai ko bhi mukti de diya maine ab wah santi se rahega ab wah kisi lachar ko tang nahi karega ab teri bari hai jis din mujhe tera naam mila us din teri akhiri din hoga chal main tujhe ek tohfa bejh rahi huin baye j.k our geeta ne phone se sim nikal kar rude kar fek diya
*******************************
dayari abhi karan ke aankho ke bilkul samne dayari dikh rahi thi jo abhi dayari wahi bench ke bagal main jo ped tha usme ek bada sa bil tha jo our usi ped ke ander dayari thi jise karan abhi dekh raha tha karan dayari paked raha tha magar wah dayari karan ke hanth main nahi aa raha tha

