Reading Mode
Update 16

didi didi sote huwe achanak naina chilane lagi…… payal wahi sath main padhe rahi thi naina ke chikhe par us ke sar dabate huwe puchane lagi Kay huwa gudiya

naina : bas dari huwi thi geeta didi kah kar payal se lipat gayi

payal: tujhe kitni Baar kaha hai din mein mat so magar to meri baat sunti hi nahi our geeta didi ko Kay huwa hai jo ro rhi hai ……

naina : wah payal didi maine dekha geeta didi bhaiya bhaiya kah kar bahut ro rhi thi.

payal : chalo chup ho jau tum ne abhi Sapna dekha hai geeta didi subah hi office gayi hai
usi wakat payal ka phone baja
payal : ha kajal tum loog waha se chal diye hai kay

kajal : ha didi ham sab aa rhe hai tum abhi jis hospital main mera tirtment huwa tha waha pahucho main bhi sab ko ghar le jaa kar Wahi aa rhi huin

payal: sab thik to hai n tu mujhe hospital main Jane Ko q bol rhi hai

kajal : didi kuch der pahle Dr parem ka phone aaya tha ke didi ko tudi si chot aai hai maine abhi kisi ko nahi bataya hai …….. naina didi kajal didi ne Kay kaha hai

payal : kuch nahi gudiya tum ghar pe raho mommy aa rhi hai main abhi aai ……. naina: nehi didi main bhi aap ke saath chalungi mujhe thik nahi lag raha hai please please mujhe bhi app ke sath jana hai

payal: thik hai pahle wada karo ke tum waha chup rahogi our ghar mein kisi ko kuch nahi bataungee …. naina thik hai didi

veer : muskan kay kar rhi ho yaar abhi ham hospital jaa rahe hai sadhi main nahi jo itni shaj rahi ho

muskan : ha ha pata hai chalo our kahne lagi kitana boddho hai ye kabhi mujhe dekhta hi nahi hii re meri kismat sara school ke ladke mere peche pagal hai our main is ke peeche pagal huin our muskura di

hospital ke get pe duno taraf se gadi ruki ek main se Payal jaldi utar kar Naina Ko le kar hospital main chali gayi our utni hi teezi main veer bhi utar kar hospital ke andar gaya our veer ka dil hospital ke paas aa kar out tezi se dhadek raha tha veer payal duno ek saath Dr se pucha kay ham mil sakte hai our ek dusre ko dekhane Lage

payal: sochane lagi mujhe aisha q lag raha hai jaise main is ladke ko janti huin dil kah rahe hai abhi ise apne seene se laga lo …. magar veer se raha nahi gaya our us ne payal se lipat gayi our uska dil jo pahle dezi se dhadek raha tha ab slow ho gaya our payal ko aisha laga jaise wah karan ko gale lagai hai

idhar muskan ko jalan hone lagi our our to usne veer ko payal se alag kar diya payal ko achha nahi magar wah geeta ke paas chali gayi

payal ke aankho mein aansho the magar wah ro nahi rahi thi naina ke wajah se wah janti thi naina ne dekh liya to Wah bhi rone lagegi

payal : didi aap ko chot kaise lagi aap to subah office kah kar gayi thi our aap ka sanse itni q phol rahi hai main abhi Dr Ko bolati huin….tab tak geeta ne payal ka hanth paked liya our kahne lagi payal hamara Karan is sahar main aa gaya hai …..

tabhi Dr parem ki aawaz aai sahar main nahi aai tumhara jaan bhi bachaya hai veer ander aa sakte ho parem ne veer ko payal ke room jate hi bata diya tha ke jo tasweer tum ne banaya tha wahi ladki Ko tum ne bachaya hai tab se veer andar aane ke liye bechain tha veer ander aakar murat ki tarah khada tha us ki khushi ka thikana nahi tha

Naina : kay ye mera karan bhaiya hai aunkal

payal : aap ko kaise pata ye mera hamara Karan bhai hai

parem singh : mujhe is liye pata hai q ye jab se hamare sath hai tab se ye sapne main ek ladki ko hamesha hi dekhta tha our kuch din pahle hi us ki tasweer bhi banaya jo tumhari bahan geeta se milti hai

our parem Singh ne wah tasweer payal ko dekha diya jise dekh kar payal ko aankhe bhar aai

geeta : choti mujhe bhi yakin hai ke ye mera karan hai q ki dekh mera dil bhi ab dhire dhire dhadek raha hai jo pahle tezi se dhadek raha tha jaa kar dekh aisha tabiz us ke gale main hai kay

jab veer ne tabiz dekha to Wah apne aap ko nahi ruk saka our jaa kar payal se lipat gaya our kahne laga didi main aap ko janta huin aap meri payal didi ho aap ko yaad hai maine aap se kaha tha ke kajal didi se nashe ke bare main mat puchiye ga our apni tabiz dekha di itna sunte hi payal karan ko apne seene se aise lagaya ke us ke boobs Karan ke seene main dab rahe the magar ye payar tha bhai se bichane ka …… khusi ka thikana nahi tha teeno bahno ka

payal : aunkal kay main didi ko ghar le jaa sakti huin

Dr : ha beta ye bilkul thik hai ise goli sirf cho kar nikal gayi thi

Tring Tring Tring……. hello 2 Kay huwa hai

hello sir ham pe hamla huwa hai our hamare 3 shathi mare gaye our mujhe bhi goli lagi hai magar ab main thik huin

sir : chalo thik hai is bare main 1 ko pata nahi hai n

2 : ha sir 1 ko bhi goli lagi hai magar abhi main nahi bata sakta wah thik hai ki nahi

sir : chalo tum phikar mat karo wah ek goli se to nahi mar sakti hai

Please complete the required fields.